Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Binaca Geetmala Annual List
1953 1954 1955 1956
1957 1958 1959 1960
1961 1962 1963 1964
1965 1966 1967 1968
1969 1970 1971 1972
1973 1974 1975 1976
1977 1978 1979 1980
1981 1982 1983
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari
Mother India (1957)
Mother India (1957)
Kala Bazar (1960)
Kala Bazar (1960)
Chaudhvin Ka Chand (1960)
Chaudhvin Ka Chand (1960)
Parakh (1960)
Parakh (1960)

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Bollywood4u
Bollywood Gallerynew
Bipasha Basu - bipasha_basu_020.jpg
Bipasha Basu

Paigham E Mohabbat
Search Film
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.50 - 4 votes
Ghazals
Video of the song from youtube Advertisements

Average Rating : 4.50
Total Vote(s) : 4
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.








Lyrics of O Desh Se Aane Wale Bataa - ओ देश आने वाले बता

o desh aane waale bataa
o desh aane waale bataa
kis haal me hain yaarane vatan
wo baage vatan fir daus vatan
o desh aane waale bataa
o desh aane waale bataa

kya ab bhi waha ke baago me
mastana havaaye aati hain
kya ab bhi waha ke parvat par
ghanghor ghataaye chhati hain
kya ba bhi waha ki barkhaye
vaise hi dilo ko bhati hain
o desh aane waale bataa
o desh aane waale bataa

wo shahar jo hamse chhuta hain
wo shahar hamara kaisa hain
sab log hame pyaare hain magr
wo jag se pyaara kaisa hain, kaisa hain
o desh aane waale bataa
o desh aane waale bataa

kya ab bhi vatan me vaise hi
sarmast najaare hote hain
kya ab bhi suhaani raato me
wo chaand sitare hote hain
ham khel ko khela karte the
ab bhi wo saare hote hain
o desh aane waale bataa
o desh aane waale bataa

shab bazm-e-harifaa sajti hain
yaa sham dhale so jaati hain
yaaro ki basar aukaat hain kya
har anjuman nara kaisa hain, kaisa hain
kya ab bhi mahakti mandir se
naapus ki aavaaz aat hain
kya ab bhi mukshad masjid par
mastano jaan tharrati hain
kya ab bhi waha ke panghat par
panhariya paani bharti hain
angdaai ka naksha ban ban kar
sab maathe par gaagar dharti huye
aur apne gharo ko jaate huye
hansti hui chuhle karti hain karti hain
o desh aane waale bataa
o desh aane waale bataa

main hairaan lahu ki dhaar hua
bolaana bhi kya gulnaar huaa
kis rang ka hain dariya ae atak
raavi ka kinara kaisa hain, kaisa hain
ae desh aane vaale magar
tumne to na itna bhi puchha
wo kavi jise banvas mila
wo dard ka mara kaisa hain kaisa hain
o desh aane waale bataa
o desh aane waale bataa

kya ab bhi kisi ke sine me
baaki hain hamaari chaah bataa
kya yaad hame bhi karta hain
ab yaaro me koi aah bataa
o desh aane waale bataa
o desh aane waale bataa
liliyaah bataa liliyaah bataa
liliyaah bataa liliyaah bataa


lyrics of song O Desh Se Aane Wale Bataa



Singer: Muzaffar Ali, Nurul Hasan, Ustad Moin Khan, Surjo Bhattacharya, Swati Natekar, Abida Parveen, Chhaya Ganguli, Kavita Krishnamurthy, Sukhwinder Singh
Lyricist: Firaq Gorakhpuri, Rahi Masoom Raza, Faiz Ahmed Faiz, Kazi Nazrul Islam, Ibn E Insha, Jigar Moradabadi, Arzoo Lucknawi, Ahmad Faraz, Akhtar Shirani, Moinul Hasan Jazbi, Abdul Hameed Adam, Makhdoom Mohi
Music Director: Muzaffar Ali

You may also like songs from these films on HindiGeetMala
Aaye Din Bahaar Ke (1966)
Aaye Din Bahaar Ke (1966)
Dulha Dulhan (1964)
Dulha Dulhan (1964)
Haseena Maan Jaayegi (1999)
Haseena Maan Jaayegi (1999)
Main Nashe Mein Hoon (1959)
Main Nashe Mein Hoon (1959)
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy