Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Hoshiyar Naujawan Jaag - होशियार नौजवान
hoshiyar naujawan
jaag ye naujawan
jal raha tera makan
jal raha hai hindustan
hoshiyar naujawan
jaag ye naujawan
jal raha tera makan
jal raha hai hindustan
bol aake naujawan
kaisa ye utha dhuaa
bol aake naujawan
kaisa ye utha dhuaa
hai musibaton mein jaan
julm yahan vahan
hai musibaton mein jaan
julm yahan vahan
hoshiyar naujawan
khabardar naujawan
hoshiyar naujawan
jaag ye naujawan
jal raha tera makan
jal raha hai hindustan
jal raha hai asiya
ujad raha hai gulsita
jal raha hai asiya
ujad raha hai gulsita
ro raha hai bagwa
muskara rahi phija
ro raha hai bagwa
muskara rahi phija
hoshiyar naujawan
khabardar naujawan
hoshiyar naujawan
jaag ye naujawan
jal raha tera makan
jal raha hai hindustan
lut raha hai karwa
ghat rahi hai dil juwa
lut raha hai karwa
ghat rahi hai dil juwa
dekh dekh naujawan
mit raha tera nishan
dekh dekh naujawan
mit raha tera nishan
hoshiyar naujawan
khabardar naujawan
hoshiyar naujawan
jaag ye naujawan
jal raha tera makan
jal raha hai hindustan