|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
Advertisements |
|
|
Lyrics of Badla Nazar Aata Hai Zamane Ka Zamana - बदला नजर आता हैंbadla nazar aata hai
badla nazar aata hai
zamane ka zamana
zamane ka zamana
badla nazar aata hai
badla nazar aata hai
zamane ka zamana
zamane ka zamana
mai tumse juda hoke kise apna banau
mai tumse juda hoke kise apna banau
jau bhi to kaha jau kaha thokre khau
jeene ka thikana hai na
marna ka thikana
jeene ka thikana hai na
marna ka thikana
badla nazar aata hai
badla nazar aata hai
zamane ka zamana
zamane ka zamana
hai aah magar aah me
tabir nahi hai
hai aah magar aah me
tabir nahi hai
hai khwab magar khwab ki
tabir nahi hai
hai khwab magar khwab ki
tabir nahi hai
hai hoth magar bair hai
hotho ka hilana
hai hoth magar bair hai
hotho ka hilana
badla nazar aata hai
badla nazar aata hai
zamane ka zamana
zamane ka zamana
Tara |
Film cast: | Jawahar Kaul, Shyama, Manju, Bipin Gupta, Hiralal, Amarnath | Singer: | Geeta Dutt, Premlata, Satish Batra | Lyricist: | Aziz Kashmiri | Music Director: | Vinod | Film Director: | R D Pareemja |
|
|
|
|
|