Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Phaansi
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Jab Aati Hogi Yaad Meri
4.22 - 101 votes
Shashi Kapoor
Video of the song from youtube

Lyrics of Jab Aati Hogi Yaad Meri - जब आती होगी याद मेरी

jab aati hogi yaad meri haye jab aati hogi yaad meri
tera dil to machalta hoga jab aati hogi yaad meri
tera dil to machalta hoga tu bhi to mujhe milne ko
tu bhi to mujhe milne ko din rat tadapta hoga
jab aati hogi yaad meri haye jab aati hogi yaad meri

likhe to honge khat mujhko par dak me na dale honge
par dak me na dale honge ke mujhko dikhane ke liye
ke mujhko dikhane ke liye tune sab wo sambhale honge
barso na mera khat pa ke du thandi aahe to bharta hoga
jab aati hogi yaad meri haye jab aati hogi yaad meri

khayalo me tu mujhko lake karta to hoga dil joyi
karta to hoga dil joyi ye bhi to kabhi sochta hoga
ha ye bhi to kabhi sochta hoga le jaye na mujhe aur koi
kisi aur ki hone ke dar se tera dil bhi dhadakta hoga
jab aati hogi yaad meri haye jab aati hogi yaad meri
tera dil to machalta hoga tu bhi to mujhe milne ko
tu bhi to mujhe milne ko din rat tadapta hoga
jab aati hogi yaad meri haye jab aati hogi yaad meri


lyrics of song Jab Aati Hogi Yaad Meri

Comments for lyrics of song "Jab Aati Hogi Yaad Meri"
waheed Riasat Bhatti on Tuesday, August 13, 2013
Jab Aati Ho Gi Yaad Meri, Tera Dil Tou Machalta Ho Ga =M-Rafi & Sulakhshna
Pandit= (Duet)- Movie- (PHHANSI-1978)- Lyrics- Gulshan Bawra- Music-
Laxmikant-Pyarelal & Picturised On "Shashi Kapoor & Sulakhshna Pandit"
Ahsan Bhai Yeh RAFI SAHIB Ke Aakhri Duets Main Se Hai Kaun Kehta Hai Ke
RAFI SAHIB Zindagi Ke Aakhri Saalun Main Zawaal Pazeer Thay, Yeh Duet Tou
RAFI SAHIB Ki Aawaz Ki Jolaani Liye Huye Hai, Aap Ka Bohot Shukriya Jo Aise
Motiyun Se Hamara Daaman Bharte Rehte Hain, Thanx- Waheed.

Jeff Thomson on Monday, September 23, 2013
By RAFI Sahib a pure GEM already cut to perfection and polished with that
god gifted voice also in this song Sulakhshana Pandit is above and beyond
amazing

VK malik on Wednesday, July 09, 2014
POOR SHASHI LEFT IN THE BACKSIDE OF TONGA BY SULAKSHNA,S SAKHIAN, literally
grabbed her !!!

Jeff Thomson on Monday, March 11, 2013
Rafi sahib long live. U live forever in hearts. yes hum ko aap ki yaad
aatee hay.

rizwan khan on Friday, November 14, 2014
v niceeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee songsssssssssssssssssssssssssssssss

View all 12 comments related to song Jab Aati Hogi Yaad Meri - जब आती होगी याद मेरी


Singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Sulakshana Pandit
Lyricist: Majrooh Sultanpuri, Anand Bakshi, Gulshan Bawra
Music Director: Laxmikant, Pyarelal
External Links: Phaansi at IMDB    Phaansi at Wikipedia
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy